Anchahe baalo ke liye gharelu upchar

Dosto aaj hum apko anchahe  baalo se chutkara paane ka gharelu upchar batyenge. Dosto aksar log apne chehre or sharir ke or ango ke baalo se bhut pareshan rahte h or inhe kam karne ke aneko upaye karte h kahi parlour jakar har 15 Din me waxing karate hai kahin koi cream lagata h par ye fir bhi kam nhi hote. To chaliye dosto aaj hum isi ke liye nuskha laye hai.
       Dosto iske liye Hume pahle waha ki waxing karani hogi jaha ke hum baal kaam karna chahte hai. Fir hume us nukhe ko iske upar Karna hai. 
                                   
                 
                                                      Dosto hum jab bhi Baal ko kaam karne ke liye kuch bhi nuskha aajmate hai to uske liye hume phle apke us ang se baalo ko puri trah saaf Karna jaruri hota hai. Kyuki aisa karne se humre baal waxing se jad sahit nikal aate h tabhi koi nuska us jagah par kam kar paata hai.
                                                              Dosto apko Karna kya hai waxing karne ke baad apko ek katori me kuch paani le le or fir usme todha sa fitakri ka powder mila lena hai. Us fitakri ke paani ko ek saaf rui se apko us  jagah lagana hai jaha ke apko baalo ki growth kam karni hai. Aisa apko lagatar 10-15 din tak Karna hai. Dosto apki baalo ki growth bilkul kaam hoti chali jayegi.
         
       
            Or ha dosto intna dhyan rakhna ki ye nuskha apko tabhi apnana hai jab aap wax kra lo kyuki dosto ye nuskha tabhi kaam karega varna nhi Karega.


टिप्पणियाँ